Re: Dedicate a song for the person above
You tube ky mazy hain![]()
Re: Dedicate a song for the person above
You tube ky mazy hain![]()
Re: Dedicate a song for the person above
koi kahayga pagla koi kahyga dewana *jab ye sunyga hum ko chand k paar hai jana... *
Piyar krny waly kabhi dart nahi
Ju darty hain woh piyar karty nahi:D
Re: Dedicate a song for the person above
Hussan hazir hy Muhubat ki saza pany ko Koi Pathar sy na mary Mery diwany ko
**
barbaad-e-muhabbat ki dua saath liey jaa
toota howa iqrar-e-wafa saath ley jaa.. **
Re: Dedicate a song for the person above
Husn haazir hai muhabbat ki sazaa paanay ko
Koi pathar say na maaray meray deewanay ko
Re: Dedicate a song for the person above
Husn haazir hai muhabbat ki sazaa paanay ko Koi pathar say na maaray meray deewanay ko
Nahi marty, Ab ap hamin aik hi gany sy bar bar mat mariy:D
Re: Dedicate a song for the person above
barbaad-e-muhabbat ki dua saath liey jaa *toota howa iqrar-e-wafa saath ley jaa.. *
OK! **
**Ham chalyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy is jahan sy
Dil uth giya yahan syyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyyy
Re: Dedicate a song for the person above
Nahi marty, Ab ap hamin aik hi gany sy bar bar mat mariy:D
Maar diya jayeee ya chour diya jayeee
bol teray saath kya salook kiya jayeee
Re: Dedicate a song for the person above
Maar diya jayeee ya chour diya jayeee bol teray saath kya salook kiya jayeee
Kia karin kia na karin yeh kysi mushkil hay
Koi tu btay is ka hal ay mery bhai
Re: Dedicate a song for the person above
^ khambay jesi khari hai ... larki hai ya chari hai :D
Re: Dedicate a song for the person above
Ik larka diwana Ban ky mera prwana
Main jahan jahan jaon mery Mery pichy pichy ay…
Agy bhol giya ![]()
Re: Dedicate a song for the person above
Kia karin kia na karin yeh kysi mushkil hay Koi tu btay is ka hal ay mery bhai
ja ja way tainu maaf kita Allah waastay
Re: Dedicate a song for the person above
ooy evanescence say nick chori kar kay gany likh rahy ho
Re: Dedicate a song for the person above
ja ja way tainu maaf kita Allah waastay
Ja ja main to sy nahi bolon
Jaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Re: Dedicate a song for the person above
Ja ja main to sy nahi bolon Jaaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Bol k lab azaad hain teray
bol k jaab ab tak hai teriiiiii
Boll
Re: Dedicate a song for the person above
Bol k lab azaad hain teray bol k jaab ab tak hai teriiiiii Boll
Bolty hain dil tham lo:D
Wafa ka wada hy kis ny tora
Qusur tera hy ya ky mera :D
Re: Dedicate a song for the person above
Chori chori phir dil nay kaha
chori mein bhi hai maza
Apne ghareban mein jhaank lo chachay .. .wo bhi chori ka hai ![]()
Re: Dedicate a song for the person above
par hum nain at least spelling asli likhay hain :p
Re: Dedicate a song for the person above
Bolty hain dil tham lo:D Wafa ka wada hy kis ny tora Qusur tera hy ya ky mera :D
Hum bewafa hargiz na thay
par hum wafa ka na sakaay
jumba lala jumb ... jumba lala jumb hurr hurr
Re: Dedicate a song for the person above
par hum nain at least spelling asli likhay hain :p
Ghalib ko english nahin aati thi .. wo apna naam urdu mein likhta tha
Re: Dedicate a song for the person above
**Chulo bhar pani main kion na dob sakaay:mad: **