Dedicate a song for the person above

Re: Dedicate a song for the person above

Kaash yeh hojaaye tum kabhi aajaao
Dil mera mujhse yeh kehta hai----
yeh dil tanhaai main yaado ko orh ke
khyalo main dooba hua rehta hai
ab bhi teri khushbu hai meri sanso main
ehsaas tera hi mujh main samaya hai----

Tumse juda hoker main yeh janaa hai
Pyar main thora sa khona hai pana hai:blush:
:crying:

bin tere kuch nahi yeh falak or zameen
teri deewanagi main rehta hu
tu kaha door hai mujh main mojud hai
main teri aahato ko sunta hu-----
tum rooh main basi tum jism-o-jaan main
aik tera hi armaan man main basaya hai–

Tumse judaa hoker maine yeh janaa hai
pyar main thora sa khona hai pana hai
guzray hain pal sabhi teri hi yad main
meri yaadon k sang tera hi saya hai-------:slight_smile: