Re: Dedicate a song for the person above
subah se leykar shaam thak
unka zubaan pe naam thaa
jaisi badali ko sawaan se.....
sawaan ko badali se kam tha
dil mein kahoon Unsey , tarasthay rahein
mein dard-e-judai seh na saka
yaadon se hum Unki ladathey rahein
ladhkhadaye kabhi, kabhi sambhalthay rahein