Re: dedicate a smiley
agar itnay paRhay likhay hotay tu ab tak billiyooN ki nafsiyaat pay thread khool chukay hotay. Main smilies say parhaiz karta hoon (doctor nay mana kiyaa hay) yeh fazool fazool smilies bana kay mujhay empress mat karoo
![]()
Re: dedicate a smiley
agar itnay paRhay likhay hotay tu ab tak billiyooN ki nafsiyaat pay thread khool chukay hotay. Main smilies say parhaiz karta hoon (doctor nay mana kiyaa hay) yeh fazool fazool smilies bana kay mujhay empress mat karoo
![]()
Re: dedicate a smiley
A compliment well taken I see. ![]()
Re: dedicate a smiley
empress markket, Sadar Karachi maiN hai :halo:
waisaY, kabhi tau Billi maari hogee??? hai kaY naheeN???
Re: dedicate a smiley
nahi mari
thread kholoo takay hum billiyooN par seer hasil behaas kar sakaiN
:)
Re: dedicate a smiley
tau kiyaa saraa din galiyoN maiN kuttaY maartaY phirtaY thaY??? :-D
Re: dedicate a smiley
yar aik tu tum behaas buhat kartay hoo
:)
Re: dedicate a smiley
Chalo is ghftago ko jaldi say lapaito
logon nay sona bhi hai. ![]()
Re: dedicate a smiley
khisyaanaa Billaa
khambaa nochaY ![]()
Re: dedicate a smiley
hawwwwwwww...yeh meray thread mai kya ho raaa hai...shocked*
Re: dedicate a smiley
Guftugu - AKA - Friendly Talks ![]()
Any problem?
Re: dedicate a smiley
^ jo saari threadz mai hota hai:silly:
Re: dedicate a smiley
itnaa zaidah choR hee kiouN rahai thaY kaY lapaiTnaa paRaa
?
Re: dedicate a smiley
jamu pai.......mujay ap se koi problem ho sakti hai.?????wo kya kehti hain bari auntiyan...
mai apna thread ap par sadqay wari kar deti hoon....blushhh*
Re: dedicate a smiley
![]()
Re: dedicate a smiley
tumharay iss reply ki wajah say mujhay wapis ana paRaa
waisay bhi abhi adha cup coffee baqi hay
Thankyou.
I am already ur SECRET ADMIRER * wink *
Daikhoo main nay tumhara signature bhi copy kar liyaa hay
![]()
Re: dedicate a smiley
Cha Chaa tumhari bhi tabiyat theek karni hay mujhay Tassalee say
Tum cafe main atay hoo aur BLUSH kay bhaag jatay hoo
![]()
Re: dedicate a smiley
aww sachiii jamu pai:blush:
![]()
Re: dedicate a smiley
:)
Re: dedicate a smiley
you know what......yesterday before going to bed i was thinking about your sigi...haha.....and i started laughing...and my ammi was like....isay kya hua......lol