December ka maheena hai... Naya aaghaaz kartay hain

Re: December ka maheena hai… Naya aaghaaz kartay hain

thanks wo b Pee^k :smiley:
kab hai birth day ap ki phir ap k leay thread open kareN :slight_smile:

Re: December ka maheena hai... Naya aaghaaz kartay hain

thanks niky :)

Re: December ka maheena hai... Naya aaghaaz kartay hain

thora sabar karlo
Jan mai karlena neya aghaaz.

Re: December ka maheena hai... Naya aaghaaz kartay hain

KOKO mujhe Dec bahot udaas karta hei kyun ke ik aur saal guzar chuka aur zindagi wahin ki wahin thahri huwee hei. waqt beet gaya mausam nahi badlen :(

Re: December ka maheena hai... Naya aaghaaz kartay hain

decembr hamesha he itna sogwar hota hai
pata nai kio?

buhat zabardast

Re: December ka maheena hai… Naya aaghaaz kartay hain

:bummer:

Re: December ka maheena hai... Naya aaghaaz kartay hain

Mari ankhoon main ansoon bohat kam atay hain magar aap nay jo post kiya hai wo sub sach hai...

Re: December ka maheena hai... Naya aaghaaz kartay hain

lo kar lo gal ap ki ankhoon pe pati bandhi ansoo kesay aie gaiN :p

Re: December ka maheena hai… Naya aaghaaz kartay hain

**nice one Koyal… :k:

Be kaif tha December, jasbaat mar chuke the.
mausam tha sard usme, armaa bikhar chuke the.

Lekin ye kya batao, ab haal dusra hae.
Are, wo saal dusra, ye saal dusra hae.**
:smiley: