Re: December ka maheena hai… Naya aaghaaz kartay hain
aik comment thaa december k maheenay ka calendar main na honay ka
secondly, agar comment ki amaan paaoon tu arz hey k hamesha ki tarha acha kalam posta aap ne(go k aik thread chul raha december k topic par :))
(aik baar phir comment ki amaan paoon tu) baita hum itee chaey nahi peetay hoon is liay aksar pata chul jaata k kia kah/kar raha hoon ![]()