Re: DEBATE ON "BEWAFA"
chalo koi baat nahi
Re: DEBATE ON "BEWAFA"
chalo koi baat nahi
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
Mein to nay sirf aur sirf Channu say pyaar kia hay :jano: aur aaj tuk kissi kay sath mazaq mein bhi pyaar bhari baat naheen key hay
waisay aap batain app bawafa hain kah naheen ![]()
Channu
mein nay tou sirf aur sirf tumharay he kahwab daikhay hain Channu :jano:
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
**Maine kab kaha hai ke main bewafaa hoon ![]()
General baat ki thi jee
**
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
Allah aap ko iss naik maqsad mein kamyaab karay
tou yah LEO hay woh khas banda ![]()
oh my channu I trust on you ![]()
lagta hay iss baychari VG ka kuch naheen bana ![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
**Mujeh laga you didnt ![]()
Kiddin jee ![]()
**
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
I only love with you channu :jano: and can’t think to see towards any other girl ![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
Chalo acha hai VG bhe khush ho jayegi ![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
**
Awwwwww ![]()
Me ko sharam aaying
**
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
oye
me kyun khush hongi
me nahi bhagne wali kisi k sath
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
subah to tum bhagnay wali thi daku aur leo ke sath ![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
**To woh bhaga ke le jayega ![]()
![]()
**
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
^ daku to khud bhaag gaya kahin
aur leo
us ne to abhi tak donkey cart b arrange nahi kia
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
Leo ko kehna ke apnay pechay cart lgay day kaam ban jayega
![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
**
I feel sorry for u yaar
(![]()
Bhaga k le kar jaa raha hai to woh bhi khota gari per ![]()
Veeru to mujhe apnay horse pe le kar jaa raha hai ![]()
**
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
Khoti ko khota gari per he bhagaye ga na
![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
^
phir to ho gaya mera kaam
meri ek leg fracture hai woh to raste mein gira k meri dusri leg b tor dega ![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
Ready ho jao phr dusri bhe gyi
![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
^
tum ko puray marwane k chakar mein ho
but me to kisi aur k sath bhaagne ki tayari karing
guess kar sakte ho to kar lo
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
I feel so sorry abt ur selection VG
so these were to guys u were telling me ![]()
Channu hum to aik dosray kay siwa kissi ka soch bhi naheen saktay :jano:
i can bring elephant as well my channu :jano:
VG please nazar nah laga daina hamaray piyar ko ![]()
Re: DEBATE ON “BEWAFA”
Haan sahi kaha she is jealous of Veeru and Channu ![]()