yaar kidding.waisay aik dfa gf aa gai ramzan she didnt fast knw gals dnt fast for 7 or 6 days in ramzan so she needed some fun but i was with fats n i told her to stay away from me n i didnt do any fun i jst talked to her thats sit.AP KA IMAAN MAZBOOT HONAY CHAHYAI.warna ajj kal to aik larka larki aik room mai akilay milain to loog kya kya batain bana latay hain...........
TAQUBA ASTAGFAR app sab to bas aik baat ke khaal he nekal latay ho.............chota bhai hn ap ka samjha danto par is tara to na kaho naRamzan ka ehtaram kro.app mai say kis kis nai abi tak sab rozay rakhay or sab namazain ada keen?
m junior u r seniour.ALLAH ko na insafi sahat na passand hai.ZIATE nahi honay doon ga hud pai ho ya kesi pay b zulam ka halaaf awaaz outhaoon ga.sawal karna maira hak hai.or insaan ashrufal mahlukat hai app kon hotay ho seniour honay ka na jaiz faida outha tay howay mujay shetaan kahnay walay?room walo outho zulam kay helaaf jahad kro.
Mujhe jaz-baatee naheen karo, mein buhat hee bure namoone se paish aaoonga. Aik to chichora-type thread khola hai ooper se Asharf-ul-makhlooqaat ke saye talle chupne kee koshish kar rahe ho! Gustaakh kaheen ke…abhee abhee aik larkee tumharee harkatein dekh ke Cafe chor kar chalee gayee hai. Ab kuch bola to
sorry waisay agar app daikho to pta chalay ga ka yahan koi sb kai sab naat huan ya molvi nahin is say bhar bhar kai thread hotay hain or jab maire bri ai to anyway i hav to go for namaz.i kill a 4 feet snake right nw babye.sorry m small bhai.
kiya behooda batein isne shuru ker di
phir kehta hai mai pakka imaam vala houn
Koi naaz roze vala thread hi khol lete iskeh bajai keh dating keh baare mai
hadh hoti hai