Dasht-e-Tanhaii....

Re: Dasht-e-Tanhaii....

kis qadar pyaar se ai jaan-e-jahaan rakha hai
dil ke rukhsaar pe is waqt teri yaad ne haath

yun gumaaN hota hai garche abhi subh-e-firaaq
dhal gaya hijr ka din, aa bhi gayi wasl ki raat<!-- / message -->

bohat khoob