Re: DantooN ka Thread…
apnay hubby ko ![]()
Re: DantooN ka Thread…
apnay hubby ko ![]()
Re: DantooN ka Thread…
kahani shuru honey sey pehley hi khatum haye ray balti ki kismat
Re: DantooN ka Thread…
i luv my hubby
![]()
Re: DantooN ka Thread…
Mujhe kio bata rahi hoo:bummer:
Re: DantooN ka Thread…
oye mairaa koi daanT WaanT nahi toota ![]()
Masha Allah say pooray 32 hain - including Aqal DaaRH ![]()
![]()
Re: DantooN ka Thread…
toot gaya hay to ub chupa kyoo rahain hain
humay sab pata chal jata hay ![]()
Re: DantooN ka Thread…
main tu sooch raha hooN khud hi TooR dooN ![]()
Phirr Gold kay daanT lagwaaoN gaa - saray kay saray ![]()
![]()
Re: DantooN ka Thread…
phir dakuwoo sey aap ko kohn bachaye ga
Re: DantooN ka Thread…
Paan khana shroo kar dooN ga
Daant har waqt laal rahaiN gay ![]()
Dakooo by ****** bann jaieN gay ![]()
![]()
Re: DantooN ka Thread…
chachu baray chalak hain sirf sonay ka pani charha ho ga un dannto par real thora hon gay ![]()
Re: DantooN ka Thread…
Lo jee soney ka kachra ker diya
Re: DantooN ka Thread…
A rose is a rose is a rose ![]()
Soona kissi bhi rang ka hoo - soona hota hay ![]()
![]()
Re: DantooN ka Thread…
A daku is a daku
woh bhi nowaday pan waley ki dukan sey training letey hain bech key
Re: DantooN ka Thread…
yar main tumhain buhat zoor say daanT kaat loon ga ab ![]()
![]()
Re: DantooN ka Thread…
sorry bhai daantoo ki kahani zara lambi hogai
Re: DantooN ka Thread…
aur joo asal dantooN kay mareeze haiN Jinn kay liyaay thread khoola thaa
Woo abhi tak tashreef nahi laiey ![]()
![]()
Re: DantooN ka Thread…
:halo:
Re: DantooN ka Thread…
kyoo kay un ko pata hay yeh thread hay dental clinic nahee ![]()
Re: DantooN ka Thread...
I go for cleaning and checkup every 6 months.. that is all i know :D
Re: DantooN ka Thread...
Ya Allah khair aap bhi jati hain