Danial

Re: Danial

abay chup! :smilestar:
baroun say baat karnay ki tameez nahe?
jo moun may ata hai boul diya ..
aakhir ko older than u ..
kuch khayal karou ..
shadi kay baad aisey baat karou gay bv say ?
:chai:

pagli: hamaray khaandaan may naachna aik gaali hai. shaareef larkiya naacha nahee karti .. woh buss sharma kar idher udher daikhti hain aur buss haan!