Danial Shah nay farmaya...

Re: Danial Shah nay farmaya…

quote=Fraudz

tum baccha log kya jano,
:hayaa: Thankyou :lb:

I am among the original flooders of this place,
So it was you who spoilt us young kids by setting a bad example :hoonh:

back in errr 98-99-2000 time frame.
OMG :phati: you are really really OLD

dekho… flooding toh koi bhi kar sakta hai,
Agreed :chai:

post-ein aur smiley maarr maar kar,
Urdu e Mohalla achhi bool laitay hain aap

magar content kya hai uss say farq parta hai, issi liye hum AQ kay pankhay hain, iss nick mein bhi aur unn kay doosray nikon mein bhi.
Just pankha - or a big time Millat FAN :jhanda:

:slight_smile: smiley is classic. others come and go
Apnay apnay zauq ki baat hay :gadha: