Re: Danday_Wala
Oye, ye kiya shroo kar diya?
![]()
Re: Danday_Wala
yeh age group bhi kaafi smart ho gaya hai ![]()
Re: Danday_Wala
Darmian wala aaj kal faarig hay, is say karwauN baat cheet?
:faizy:
Re: Danday_Wala
koi problem chay?
Re: Danday_Wala
^^ ye tum donuN ko hansi kis baat pay aa rahi hay aakhir?
:K337:
Re: Danday_Wala
yaar tum ne to kaha tha ke tumhara cycles ki shop hai ![]()
great pics btw :k:
Re: Danday_Wala
haan to cycle ki shop ka tasweeruN kay saath kiya ta’aluk? ![]()
Cycle theek karna seekh raha huN bhai.
PS. Thanx
Re: Danday_Wala
itne barhay ho gaye ho, abhi tak seekh rahe ho ![]()
Re: Danday_Wala
Arey wo kiya kehtay haiN kay insaan to saari zindagi hi seekhta rehta hay.
Waise bhi agar school say na Phutt-tay to jaldi seekh jaatey, ![]()
Re: Danday_Wala
you work with IT-Sicherheit ?
Re: Danday_Wala
Jee, cycles ki Sicherheit.
Auch in DE?
Re: Danday_Wala
No in AUT
Re: Danday_Wala
hmmm, Australien?
Re: Danday_Wala
ya ya wo die Kangroos sind!
Re: Danday_Wala
very hi nice tay changi photo, but who gave u the danda