danday_wala paa ji ko

Re: danday_wala paa ji ko

Hamari class kay monitor ki duty hoti thi kay ek darakht pay char kay aas paas kay mahol ka jaiza lay, aur agar head mashter saab kahiN nazar aaiN to hamarey mashter saab ko itti'la karey.

Ta kay wo foran apnay khuabay-Khargosh day baidar ho kay kuch parha sakeiN.