danday_wala paa ji ko

Re: danday_wala paa ji ko

^^ Phutnay par yaar.

yaani school say faraar honay par. hamaray school ki classes hoti darakhtuN kay neechay theiN, aur dewar to thi koi nahi. Is liye puthna koi mushkil kaam nahi tha. :shoaby: