Daily chit chat - anyway I won .. *jhanda*

keh diyaa naa kay kal marain gay iss koo :hoonh:
ab koi aur baat karoo :snooty:

aap hi maariyey ga:hoonh:

bataon ka stalk khutum:snooty:

wah wah :hoonh:
phadda tumhara - aur burra main banoon
khamakhaa …

chaloo chaloo
main tu aisay hi hamdardi main keh raha thaa :snooty:

haiiii haider bhaiiiiii:eek:
mey ney kaha tha phaddey mey perney ko?:hoonh:
theek hey theeeeeek heyyyyyyyyyy:hoonh:
:snooty:
aur yeh aap kesey chalo chalo keh rahey hein?:hoonh:
mujhey bih shoq nahin hey aaaaaap ki thread mey aaney ka:hoonh:

tumhara ishtyle bilkul mairee laRaaka paDoosan jaisa hay :rotfl:

larakaa???:hoonh:
aaap laraka hein:hoonh:
aap key guppy dost wagihara laraka hein:hoonh::snooty:
mey to sirf jawab deyti hoon:hoonh:

tum khud :snooty:

haider bhai:hoonh:
mey aap ki shikaayat kersakti hoon:hoonh:

yani kay tum nay haar maan li :halo:

abhi ataa hoon - coffee break :smiley:
phirr larain gay :2guns:

haar?:halo:
aap khana bhi kha lein:hoonh:
mey ney koi larai nahin kerni kisi sey:hoonh:
aap sab key kaam aap sab hi ko saanjhein:snooty:

yeh konsi Jang e Azeem hai 3rd, 4th, 5th …
Kyu keh kisi ko roz hee laRtay dekhta hoon maiN. :slight_smile:

PS: Salaam, Sabah Al’Khair, Bonjour, guten morgen, buona mattina, buenos días, :wave:

^:hoonh:

[QUOTE]
*Originally posted by NaasPeeta: *

Alhamd O Lilah .. Zinda hoon istarhaaN key ghamey zindagi nahi ...
jalta howa diya hoon magar rooshni nahi .. :(

neways tusi sunao .. ki haal chaal ey ?? ;)
[/QUOTE]

Alhamdo Lillah, aapki hayat ka sun ko dil ko qarar waqee sukoon mila, Allah aap ko hayat e tooolaani dey. Aur is diay ko roz e aakhir tak hum sab kay siroN ker muwawwar rakhay. Aameen

Allah ka shuker hai, yahan bhi sukoon aur chaiN hai. Shukran.

:smiley:

^dentonic:hoonh:

:hehe:

ahkir kion hus rahey hein?

[QUOTE]
*Originally posted by rabika: *
ahkir kion hus rahey hein?
[/QUOTE]

Dil chah raha hai... :)

phir hus lein:snooty:

Aap ka munh kyu bana, doosro kee khushi per khush hona seekheay na. :slight_smile: