Daily Activity

yar akk ghalti hoo gaye haa, Rs.1000 ki kesay cover karoon :(

Re: Daily Activity

main nay 1000 Rs. ziada likh diya haan abb cover kesay karoon?

Re: Daily Activity

Kisi tharaa RS.1000 ka loan pejdoogaah, phir rona chup kardo gee… yahaan pehle hee bohath flood hain… Allah nah karaay Navay wallo ko phone carna paregaa :teggy:

Zara detail say bato me ko :khumar:

hum khud he sanbhal lain gay :aj:

Re: Daily Activity

yar 1000 rs ziada hoo gay haan ak bill main. boss aa kar abb waoo waoo karain gay :(

Re: Daily Activity

yar akk jaga 5000 ka bill banana tha main nay 6000 ka bana diya haa :(

Re: Daily Activity

Yaar koy massla naheen, Navy mein mera chacha hain, aur humne khud tori der Navy ke saath kaam kya hain :fatee:… Naam kaise na loo yaar, Navy to humaree ko bohaath maddat chahyeh

@ Sanah Ashraf… dont worry sister… your boss will be taken care of, if he does wao wao, we will get him later for you :asa: or before if you prefer…:kursi:

Re: Daily Activity

jo dar gaya woo maar gaya ...................... insan khata ka putla haa. ho gaye ghalti ................ inta dihan say kaam sarkti hoon ............... hoo gaye abb kiya karoon?????????????

Bill pass ho kar payment ho gai hay kia :hmmm:

  1. Boss ko bata do :fatee:

  2. GS par mat aaya karo :hmmm:

:crying:

Re: Daily Activity

:eek:

main nay to fwd kiya tha payment ka liya rastay main akk admi ko mistake nazar aa gayee :frowning:

Re: Daily Activity

Challo checker iss he liye hotay hain :khumar:
this is their duty to check … tum kah daina mein nay jaan bojh kar ghalat likha that takh pata karsakoon kah checker kaam kartay hain kah naheen :wink:

Re: Daily Activity

Haan koy masslaa naheen ;)

tum main say koyee b lagta haa achi company main kaam nahi karta. han ya sub pagal hain jo meri baat ka yaqeen kar lain gay? wo khain gay k app kon hoti haan check karnay waleen?????????????????
main kah don gi k 5 essay lkiha tha k 6 laag raha haa. ho gaya............

:smack:

Re: Daily Activity

Kyoon marring :@:

Re: Daily Activity

tell me, i want to delete my account what can i do?

Re: Daily Activity

why u want to del