Means kisi kay aanay ka intezaar tha, magar jab woh nahee aaya tu aank pu nam ho gayee. Waisay kabhi kabhi aankh main kuch paR jaye ti tu aansoo rawan ho jatay hain. Shuker hei keh sirf aansoo hee haiN, warna Ghalib sahab ki khuashih tu kuch aur hee thee,
**
RagoN maiN dauRte PHirnay kay hum naheeN qaayal
Jab aaNkh hee say na Tapka to PHir lahoo kya hai ?**