Re: Dada Abbaa
Hain Cu2 yeh kia howa aap ko achaanak ? :s Kaheen kal **Mirza Ghalib **to nai dikha GEO par :s
aur Itni saari cheezain q rakhwani hain apnay sar par Cu2 ? :s aur agar rakhna bhi chahooN to pata nai wo itni door pohanch bhi paingay k nai :s
waisay kitnay ajeeb lagogi na jab chaltay waqt log poochaingaygay k Cu2 yeh sar par kia hay aap ka, and u will have to tell every one :-p
umm acha theek hay sochaingay phir kal parsoon bataingay…
huqqa drinking gurh gurh gurh
ps: U r really very sweeto mashAllah
**
Ur Angle,** kaisay aur kahan doon number apna ? :s u can email me at [email protected]
DADA Abbaa aap humare bazurg hain aap ki izay kerna humara faraz hai aur hum yeh he chahte hain k aap ka mohabat bhara saya humare sar pe humesha rahay