Dada Abba

Re: Dada Abba

:waves: A-hafiz!!

Re: Dada Abba

nahi.. kachwa laa raha hai :clown:

Re: Dada Abba

kachwa…sadaf ka avatar? :hehe:

Re: Dada Abba

das, bees saal mai tau pohanch hi jaye ga na? :chai:

Re: Dada Abba

25 lagnay ka bhi andesha hai

Re: Dada Abba

kabooter ka challan ho gya ha

Re: Dada Abba

^Hai ALLAH
billi tau theek hai na?????

Re: Dada Abba

Billi ko thanay lay gaye hain .. app kay baray main poch guch kernay key ley : P

Re: Dada Abba

Aray baba samjha karo,
dada abba, tumharay PM ka jawab likhnay ke lieye Alif Bay Pay, naey siray se seekh rahay hain.. aajkal nursery main bachon ke saath baith'tay hain

Re: Dada Abba

^ or app wahan kia ker rahee hain ?

Re: Dada Abba

Dada abba :hugz:

Re: Dada Abba

bhala yeh bhi koi poochnay ki baat hai?!?!

Main un ko parha rahi hoon :snooty:

Re: Dada Abba

hum nay tau aik pm 2 weeks pehlay bhaija tha, i even hvn’t recieved his reply yet :naraz: . dun worry sajal aap k tau abhi buhat din baaqi hayn :cb:

Re: Dada Abba

^:bummer:

Re: Dada Abba

mairay tu yeh kafi gehray doost hua kartay thaay
ab pata nahi achanak inn ko kissi nay mairay baray main subb kuch suchh bata diyaa hay aur yeh mujh say door door rehnay lagay hain - no response :bummer:

Re: Dada Abba

^door door rehnay lagay hain?
Pehlay kia hota tha????

Re: Dada Abba

:smack:
We were brothers :halo: and very close friends :hugz:

Re: Dada Abba

^pehlaY qareeb qareeb rehtaY thaY!

Re: Dada Abba

ghalti ho gai bhai maaf kar doo :bummer:

Re: Dada Abba

pehlaY lafz-e-ghalati ko saheeh kar kaY likho :snooty: