daastaan-y-ameer hamza

Re: daastaan-y-ameer hamza

aapko Urdu masha Allah se aatii hai…good! :slight_smile:

vaise, aap paise mujhe bhej deN…maiN aapko book bhej duuNgaa jab Allah ne mujhe taufeeq di to…filHaal $500 bhej deN…baaqii raqam book ke saath vaapas bhej duuNgaa. :wink: