Sorry Khumar G aap ko hamari yah baat nagwar guzri Kabhi Kabhar ka word to hum nay izrah-e-mazah kay tour par kaha tha warna aaj kal tou hamara basaira idhar he hota hay … anyway we’ll be careful in future.
MashaAllah kia khoubsurat zaban ista’maal key hay aap nay Bakhuda hum to neend mein bhi aisi zaban ista’maal naheen kar saktay haiN