us se woh cheez wapis le ke (jaise keh ke bazaar main is se zaida achi cheez ayi hai i'll swap this for that) and phir us dukaan main usko wapis ker ke paise wapis. ya kahin aur baich ke.
Woh cheez wapus naheen aa sakti keonkah 2000 Rupees spent hoye hain baghiar koi gift diye baghair :p
Woh cheez wapus naheen aa sakti keonkah 2000 Rupees spent hoye hain baghiar koi gift diye baghair :p
phir allah se dua maango ke "aaj jo maine 2000Rs unnecessary tension pe kharch ker diye hain, ya allah yeh raqam agay kisi naiq maqsad main kharch ho jaye. ameen"
mujhay aik joke yaad aagya
Aik buhat kanjoos shaksh hota hay aik din rotti khanay lagta hay tou doggy uss key rotti utha kar door parta hay jub doggy hath naheen aata hay tou Almari mein rakhay hoye Sadqay key paisay pocket mein yah kah kar daal laita hay Kah Sadqa to Nikkal gia yah to meri rotti kay paisay hain
snam maray cousine nay car lost kar di onhi bazurg nay mana kia k mat dhondo oska milna acha nhi khod milay to thek ap try mat karo magar os nay apnay ZZOR par ilaqa ghayr say bramad karva tab vo bazrg nay kaha yi eski jan ka sadqa.aik hafta baad oska accident hua orr...........so tragic os k baad may kabi apni lost cheez k pechay khod nhi jati haan agar milni hi khod mil jaegi. sub es leay likha k shayd otun k b kam ajaey bhalay ap yaqeen rakho ya na
diay q thay os charsi ko pata nhi tha k osnay to kharach hi karnay hyn ab kar leay to janay do
varna gardan par ghutna rakh kar nikalnay ki koshish karo
aik 100 rupay mai qatil haiyer karo or uss bande ko qatal…na karao balke wo kiraye ka qatil or khud,dono mil k uss bande k paon parr jao…shayad wo taras kha k de hi de