Re: ..CURE of ur Problems..
Forum to public hai leykin internet ka ye ek faidha hai… anonymity.
sharam aati hai… phir darr ke ghar chali jaati hai.
aur abhi shaadi nahin houwi. is ka bhi ilaaj hai to bata dho.
jab bacha tha to jawani ka intizar tha… jawani ayi ti naukri ka intizaar tha… naukri ayi to achi ghari ki khawaish thi… achi ghari li to uss ki liye acha ghar bi chaiye… acha ghar liya to jawani chali gai. Abh bazurg umar me rishta kahan sa laoun?!