Re: CRYINGGGGGG!!!
You ki harkatain hi aisi hain kay koi bhi Normal banda hansay ga hi na :s
Toffee lay lo, narazgi khatam karlo ![]()
aur pooray GS nay manana shuroo kardia to yahan teesri Jang-e-Sageer hojaigi, q k koi na koi… kaheen na kaheen kisi na kisi say fit hay, so agar you ko manaya to Unn ko rulaaya aur phir guppies kay sar aur unn kay jootay :-p
waisay kia karna hay maan kay ? aisi hi achi lag rai ho
baithi raho