panga to nahin kar raha
…mayn to aysa hi karonga ![]()
mayn nay to koi wada nahin kya tha
…
[QUOTE]
*Originally posted by ~Tikhi Jalebi~: *
well we would...but she wants to go back..and she is like pata nahi dubara milenge bhi ke nahi :(
[/QUOTE]
:(...i don't like when ppl say like that...mayray dada bhi isi tarah boltay rehtay hayn..:(...unn ko bolo aysa na bolayn...Allah unn ko lambi umr day..abhi to unhon nay apnay par-nawasay dekhnay hayn :)...
koi nahi kerian gay… :kaboom:
[QUOTE]
*Originally posted by dewana tera: *
:(...i don't like when ppl say like that...mayray dada bhi isi tarah boltay rehtay hayn..:(...unn ko bolo aysa na bolayn...Allah unn ko lambi umr day..abhi to unhon nay apnay par-nawasay dekhnay hayn :)...
[/QUOTE]
thats wat i tell her too..but u know phir waise hi udaas ho jati hain :( and then she wanted to to go for umrah but she cant cuz of her health and stuff..soo iss baat par bhi roti hain..and I wish i could make things better for her..i feel so hopeless these days :-S
kaun rokayga mujhay ![]()
kiya tha aap ney.. ramazan maiN jhoot ![]()
meiN rook rahi hooN na.. ![]()
![]()
![]()
![]()
mujhay to nahin yaad parta
…
thanx ![]()
tumharay rooknay say kaun rokayga bhala
..
…
aap ko kuch yaad bhi rehta hai?
halo:
hoonh, ab aisi bhi baat nahi… ![]()
unn ko bolna tum unn kay naam ka umrah kardogi
..
mujhay sab yaad rehta hay
…tum ko ghalat yaad hay :p…
aisi hi baat hay khatoon :p…
i dotn know if that will mak her feel better..
jee nahi, aap ko nahi yaad.. mujhey achi tarah yaad ahi ![]()
![]()
![]()