I promise I’m not flooding, lekin aik baat yaad agayi.
My cousin’s dadiyaal has this family surma. Kaha jaata hai, kai agar dulhan jab pehli martaba apnay shohar ko aarsi musaf kai waqt, yeh surma laga kai, in surma bhari aankhon sai dekhai, to uska shohar us pai poori zindagi fida rehay ga.
These women aspire to have a fida-o-meherbaan, chamcha jaisa husband. I thought all women wanted the same thing ![]()
Aap auron sai alag hain ![]()