create new language

Re: create new language

wowwwwwwww…zabardast…aur, mujhe ‘FARFARI’ zabaan aa tii hai lol

achchhaa in sab zabaanoN kii ek ek misaal bhii to deN…jaise kahnaa ho k “aapkaa naam kia hai” to kaise kaheNge?