Copied Topics AKA Lack of ideas

Re: Copied Topics AKA Lack of ideas

^ kis jummlay ka ? woh jo namaan ko reply kia hay ?

us ka mutlub yeh k main apnay net ki badtameeze ki wajah say ik reply 3 dafa ker gayee agar to namaan ka reply beech main na ata to mujhay warning mil jatee

is ley woh masoom ban ker mujhay bata rahay thay k ik daf a or ker do ..takay mujhay waarning mil jayee

ps >TLK ...app ki aqal is waqt kon say park main gayee hay ghas khanay ?