Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
and why do i need to answer this question ![]()
ju bhi hai - bus hai ![]()

jitna poocha jai utna jawaab do, agar mujhay jalanay ki koshish ki to main kursi say chalaang laga kar apni jaan day doonga …
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
haan per yaad rahay
AAnkhoon nay Aankhoon ko jo sapna dikhaya hay
dekhoo kaheen toot jaye naaaaaaaaaaaaaaaaaa
itnay zamanoo say jo loot ker aya hay
dekhoo kaheen rooth jaye naaaaaaaaaaa *naraz*
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
jitna poocha jai utna jawaab do, agar mujhay jalanay ki koshish ki to main kursi say chalaang laga kar apni jaan day doonga ...
really weally - chalaaaaaang
but waito - let me bring the camara first
itna achaa waaqiyaa tu safe kar kay rakhna chahyie na :D
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
kon aayaa hai ![]()
![]()
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
haan per yaad rahay
AAnkhoon nay Aankhoon ko jo sapna dikhaya hay dekhoo kaheen toot jaye naaaaaaaaaaaaaaaaaa
itnay zamanoo say jo loot ker aya hay dekhoo kaheen rooth jaye naaaaaaaaaaa *naraz*
mujhay chai ko bhi nee poocha, jao main rooth gaya snootee and narazed
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
really weally - chalaaaaaang but waito - let me bring the camara first itna achaa waaqiyaa tu safe kar kay rakhna chahyie na :D
arrey yar kaisay waitoonga ... :s I can't stop maself from falling down, haan if I were in sace, I would have stopped thoug ... :s
umm ... why not bring media peoplez :$
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
media peepalaan are all busy in taking my interview . they aren’t free for chotay chotay logs ![]()
you go ahead 1… 2…3 jumpo
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
janay na janay gul hee na janay baagh to sara janay hay smack
mere mujj gawach gayee hay chai kahan say banaoon : (

aisay lag raha hay Korangi 6 number ki paan ki dukaan par kharay Babban bhai kisi school jati larki ko daikh kar apni aankhain matka rahay hooN :S
" like saying kay ’ haan school jarai ho … shaam ko wapsi hogi hayna … chalo jab ghar jao to ammi ko salam kehna … kehna Babbab sahib nay salam bhaiuja hay … aur kehna kay aaj kal hara dhania poodiina lainay k liay bahar nai nikalteen!!! "
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
janay na janay gul hee na janay baagh to sara janay hay smack
mere mujj gawach gayee hay chai kahan say banaoon : (
mujhay to pata hi nee chala k log mujhay Gul Khan kehtay hain :$
aap ki majj kiss kay saath faraar howi ? :s lagta hay maalik par gai hay :-p
acha koi bakri ya murgi nai aap kay paas ? :S
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
hawyeee La ![]()
so you’re saying that CB is a phool from a baaagh
![]()
pehlay kyon nai bataaya k aap ka naam Babban hai.
kitna achaa naaam hai - hai naaaw
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
Dada Abba^ Gul ka messge CB kay ley tha .dosroon ka khat perhna koi achee baat nahi
mere mujj bhagee nahi gawach gayee hay ...khamkha main scandle mut banain us masoom ka ..logoon ko to bus moqa chaya mahsoor logoon ko badnam kernay ka snooty
mere murghee doodh nahi daytee .app kay pass koi ayse murghee ayjaad hoye hay to app hee yeh karishma dikha dain : P

Indirect messages aisay hi diay jaatay hain, kabhi kisi kabootri ko messages deliver kartay nai daikha kia :-p
ab yeh gawachna kia hota hay ? s main nay apna dimaagh lara kar yehi nateeja nikaala tha kay ho na ho yeh mohtarma faraar howi hain ... lekin wo to kuch aur kargaeen :s ...
aap nay mashoori kaisay paiee ? I was once travelling in 52-B bus, and a walking hawlker comes with some stuff in bag, and stood in buss and start advertising of the product, at the end while telling the price, he said k 'yeh bazaar main aik rupay ki do milti hain, lekin company ki mashoori k liay iss buss main aik rupay ki do ki bajai, aik rupay ki chaar di jarahi hain :s
see mashoor hona kitna asaan hay hula
main abhi bakri ka spare parts ki copy kar raha hoon, jaisay hi kaam tamaam howa, murghi main fit kar k market main product launch kardaingay hula
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
pehlay batata to kia karlaiteen ? Hara dhania poodina lainay khud chali aateen kia ? ![]()
**
re: yeah CB gobhi ka phool hain **:-p
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
mauff ker do , ghalatiaan insan say hee hoteen hain blush
khulas-e-kalam kia hay chai
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
gobhi ka hi sahi
phool tu hai na hum ![]()
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
...
khulas-e-kalam kia hay chai
laiyayay chai pilaiN isis khushi main ...
ps: kooch nee hosakta iss qom ka ...
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
achaaa. chalo jaao muaff kia ![]()
Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
mere chai per nazar rakhnay kay bajayee thora mehnaut mazdoor ker kay ik cup chai khareed ker pee lain to zyada acha hay
yeh qoom sanwarain gay hoonh