Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
meray mulakk main aisay hi boltay hain, karlo jo karna hay :-p
ATA kay bhi kafi achay jootay hain, kahogay ![]()
ahem … aap kay halaq mainlagta hay kay air atak gai hay, laayay main chumptay say pakar kar nikaal doon :-p
hello **Umme wazeefa **wave
to kiss nay kaha hay kay hamari party chor kar akailay tinkay ki behti phirain ![]()
to yeh raaz hay kunwaray pann ka ![]()
ham nay to nai kehna aisa ![]()