Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
nai wo jummay kay bazaar main nai gira tha ![]()
hyy … aisay naseeb kahan bhayya kay hamari choorion ki dukaan hoti … WAllah hasrat bhari nigahoN say daikha jab bhi daikha uss dukaan ki taraf … kiss tarah say and kitni kitni dair lagatay hain aik aik choori pehnaanay main hy …
kia bolta hay ? iss dafa Ramzaan main laga dain choorion ka ‘dhaaba’ Tariq road par ![]()