Re: ~:::: ~ Cool Breeze - Congratzzz on your big day *wink *wink ~:::: ~
jaani tu nahi magar maali nuqsan ho gayaa ![]()
hamaaray haath say chai ki piyaali choot gayi aur hamaray kaprRoon per nishaan daalti hoi zameen per gir ker toot gayi
waisay aap ki khushi per hum mar na jaatay, agar aitabar hotaa ![]()