●════Congratzzzzzz Princess of GS════●

Re: ●════Congratzzzzzz Princess of GS════●

yaar yah walli to mujhay support kar rahi thi aur dosri larki mairay munh par kah rahi thi kah samnay aa kar baad karo under cover ho kar keon baat kar rahay ho :omg::rotfl:
uss kay baad shukar aik mod nay phir mari walli batain karna shuru kar di to main nay pooch lia kah tum to mairi multi nahen ho :konfused: Waisay aaj shughal buhat laga hay :omg: