
**
Irshad kia hay:
**
… main kon hoon… main bass khayaal hoon kisi ka… main umeed hoon kisi ki, maain soch hoon kiisi ki, main dharkan hoon kisi ki, main ansoon ho kisi ka, main muskaan hoon kisi ki, main dard hoon kisi ka , main marham hoon kisi ka, main … main… lekin merin meri rooh hay usi ki kay main hoon jiss dilnasheen ka… wo hay meri dharkan aur main hoon us ka khaawand 