Congratz Zobia

Re: Congratz Zobia

ya kisi na kisi din…tab tek main golden jubilee mana rahi hoon gee :cb:

haan bhai…bari khusi hoe mujhay yeh jan ker k may to farig hoon hii app bhi farig nikli :stuck_out_tongue: mubarik pay mubarik :hehe:

thnx :hugz:

app ka flooding saath ho to hum mil ker golden to kia silver bhi saath manaein gain…:hehe:

hhahaahah…shear gee
wohi too…main sub ko yahi bata rahi hoon k yeh GS ka doob merna ka mukam hai.

wasay shukeria…but i was thinking u gonna throw some party meray is naik kaam ko thora payea takmeel tek pohnchanay main :smiley: