Congratz Precious Khan(Merged)

Re: Congratz Precious Khan

yea kyon nai kehtay k jawab nai aataa :halo:

and fikar naat. mujhey pata hai k aap kay paas juwain pehlay hi kaafi miqdaar mein majood hain
aur ki jagaah nai :smiley:

Re: Congratz Precious Khan

Ziaada hoshyaari jhaarrnay ki zarorat naheen ..waisay bhi main buhat kam bolta hoon :blush:

Juwain aur mairay baloon main no way … Dove kandha jhaaring

Re: Congratz Precious Khan

kum tu aap is liye boltay hain na k aksar dafaa aap ki bolti hi bund ho jaati hai … :faizy:

haan haan. kandha jhaarein apnaa - juwain bhi hain aur dandruff bhi :bummer: