Re: Congratz Precious Khan
baitay aisi koi baat nai, ham asliat main asli waalay hi hain, farq sirf yeh hay kay wahan reh kar pushtoo thori si bhool gayay hain, warna jab apni asliat par aatay hain to koi farq nai rehta
you know what I mean :-p β¦
khoon to khoon hay na baba, wo change nai hota bhalayay jahan bhi raho and jitna bhi parh lo,
and btw, we are noon waalay not noon gunna walay, I am Yousuf Zai man ![]()