Re: Congratz Janwar On his Engagement
Dania2000 = = = cOmeOn yaar tumbhi is pagal ke baato mai aagaie
yaar jab bhi ho ge sab say pahlay app he ko pata chalay ga nah .
cute swee2 = = = Oh comeon jaano asay ho nahi sakta kay tum ko khabar nah ho . . . u know nah how much i love u nah
phir bhi asa sooch rahe ho tum
dil tor deyah tumnay ![]()
Confused Ghadha = = = yaar harat hai woh serf bhag gaie mai tu sumjha tha kay us ko heartattack aakar waha kay waha he mar gaie ho ge .
FrozenFire = = = = yaar yeah beta kis ko bola
i mean im 25 n INSHALLAH on 28th of april ill be 26 do im not beta im ur doost nah ![]()
Decent Munda = = = mari khooshiyo mai agg laganay walay manhos insan ![]()