Re: CONGRATZ CRESCENT WARRIOR!!!!!!
acha mai shoro hojati hoon
mera gala kharaab hogaya hai
pichle 14 ghantay se barish ho rahi hai
meri kamar dard kar rahi hai
aur mainay apni ami ko aik bohat bori cheez se bachaya
mainay barish mai lexus ke saath racing ki emirated road pay loogon ke sath