Is main itna nachnay wali kon si baat hai???
Kon say bhai kaisay bhai…khabar dar jo meray shikkoo bhai ki taraf nazar utha kar bhi daikha…Post say nikal kar bahar phaink doon gi…muskuraing.
Is main itna nachnay wali kon si baat hai???
Kon say bhai kaisay bhai…khabar dar jo meray shikkoo bhai ki taraf nazar utha kar bhi daikha…Post say nikal kar bahar phaink doon gi…muskuraing.
Re: ...Congratz Aisha...
arey maine pura ek ghanta laptop bandd kya tha aur ankhain bhi!!! mai kya karo agar neend nahi arahi hai :( aap ko kis tarah pata lappy ka?? :S
Re: …Congratz Aisha…
sunna hai AID is the next cafe mod:chai:
Re: …Congratz Aisha…
hayeeee mai marne wali hooon .. ![]()
arey maine pura ek ghanta laptop bandd kya tha aur ankhain bhi!!! mai kya karo agar neend nahi arahi hai :( aap ko kis tarah pata lappy ka?? :S
I saw picture in my mind...............there is a table on that there is a black laptop..........above that two shelfs.....................DVD's..........Black speakers.............shelf full of heavy things.
Jadooo buchcha jadooo...............ho ha ha ha.
Mubarak ho…Is baat pay mithai batni chahyay na kay khud hi chaay pi raheen hain.
Re: …Congratz Aisha…
acha lol alright u saw it in my blog:cb: meri memory bhi ghaas khaney gayi hai:bummer:
Re: …Congratz Aisha…
mubarak ho ![]()
main tou abhi tak 14 par atki hoi hoon ![]()
Re: …Congratz Aisha…
shukriya dania baji
…
lol koyi baat inshallah 15 hojayainge jaldi:cb: aap thora aya karain na gs par mere saath flooding karne …
as kali billi once said to me in sms “aik flooder doosre flooder ke kaam na aya tu kon ayega:faizy:”
heheheh
Haan main nain daikha tha ussay ghass khatay huwaay poora ka poora khait kha gai…LOL.
Re: …Congratz Aisha…
tobah meri memory itni bhooki hai ![]()
Aap apna yay 14K mujhay day dain main 50K kar kay dikha doon gi Aisha say pehlay…Aisha ko munh chirhaing.
Kabhi kuch khilaya jo naheen bhooka rakh kar sookha dia hai apni tarha.
Re: …Congratz Aisha…
lol aap ka mushkil se 1k howa hai aur aap 50k karaingi:rotfl:
oh haan yeh hsoakta hai shayed:(
Haan khuwaab main to ho sakta hai…Aisha ka neela munh daikh kar hayran hoing.
Re: ...Congratz Aisha...
aap hairaan kyon horahi hai ??
tum merai pai gaahi hoo nah:p
Re: ...Congratz Aisha...
aapki kuch lagti hain?:@:
aapki kuch lagti hain?:@:
Haan post numberi cousin.
Re: ...Congratz Aisha...
lol sahi bilkul sahi kaha hai aapne haha