woh tumhain araam se bhi nazar aa jaey ga
ankhain phaarnay ki zaroorat nahi hai!!!
![]()
Sarra Din kahan sota hooN
Khana khanay k liye to uthna parta hay ![]()
Bhai pyaar say maar rahi hay mujhay tou taliaN baja yaar
Tou aur kia baychara taliaN bajaY ![]()
you sust man so jao tum to…![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
chalo mein jata hon is thread se ab :@:
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
kiun tum kahan bhaag rahay ho???![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
nhe ap dono continue karen …woh sannan bhai ne mjhe kaha ke koi zarori baat krni hai ![]()
Naheen mein nay aaj match daikhna hay
aur tum Star plus dosray room mein ja kar daikh laiana ![]()
nah yaar Allah ka wasta aaj yah Jalal mein hay leekan sirf tumhari wajah say kuch ra’iyaat kar rahi hay … bhai kaheen na ja yaar ![]()
woh kursi aur bailan tou chupanay kay liye naheen ja raha hay ![]()
Oh bhai tum kaheen nah jao aur bailun, kursi , Hunter waghaira chupa kar rakh do bhai mairay ![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
koi zaroori baat nahi karni…
he is dramay baaz sust kaam chor…![]()
pehlay harkatain seedhi rakhnien thien na abb waleed ko help k liye bula rahay ho…
waleed bhi maar khaey ga mujh say:aj:
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
congratzzzzzzzzz ![]()
party mein kya khila rhy hein ![]()
kaam choor kaisay :aq: itnay kaam to karta hooN ![]()
Iss baycharay kay kia qasoor
yah maira chota bhai hay aur buhat masoom aur seedha sadha hay bilkul meri tarah
Jub Tum Clean Shave kar wa kar aao gi ![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
seedhi tarah se kahen na k mainy nhi khilana.bahanay q bna rhy ho ap…
kanjoos kanjoos kanjoos kanjoos ![]()
Mein Kanjoos aur
Tum Makhi Choos ![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
ap langoor…![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
Makhi Choos ![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
langhoor ![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
* koi notice naheen laing *
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
na laying…me b ja k soying…
ap bs khubaz kahying or motay ho jaying…![]()
Re: CoNgRaTuLaTiOnS
* mein roz excercise karing aur
no mota hoing
*