*¬ Congratulations To Me ¬*

hain… kia howa fakhtaooN ko ab ? :cb: …
kia fakhtain banna band hogain ya phir fakhtaoN nay apna business change karlia ?

aur yeh Mehdi Hasan ki Ghazlain :smack: (piaar bharay 3- sharmeelay nain :cb: )
choro khan, khanay ka gamm, hanstay raho … khlitay raho…

and ham wahen apnay maqaam par, Amreeka-abad main, lekin jaldi hi inshAllah ayoonga aur bohat say kam doonga ap logon ko, tayyar rehna :smiley: