Congratulations to Aisha Dubai Wali!!!!

Khichri banani aati hai Cadet ko tabhi to baat yahaN tak aan paunchi hai

Thread k baarey maiN Sheyn ya cadet he bata saktay hai aur haaN yaad aaya k Khumar bhee is saazish maiN shareek hai barabar ki!!!

Yeah International saazish hui aap k khilaf