-- Congratulation ATA --

aur chamchon ki jagah straws hongay :cb:

waisay… ahem… ahem… shayad Bagaray Baingan, Hari mirchi ka salan, double ka meetha, Hyderabadi Biryani etc bhi hogi inshAllah :blush: and now you know why :cb:

Haleem sirf main khaoonga :cb: