Re: CONGRATS POSION JANU
lo ji wo kaya kehtay hain… saari raat ro ro kay mara koi bhi nahin ![]()
hum do din say sub ko bata rahy hain kay hum waisy hi sub kay chacha ban gai hain… warnaa umer itni nahin… aur ye bhi kay hum kunwary hain…
ye mohtarmaa abhi tak confused hain ![]()