Re: ~~~ Congrats pktun bhai on 10K ~~~
singer ko milne ke liye mujhe visa lagwana parega, visa lagwane ke liye time nikaalna parega, time nikaalne ke liye mujhe kaam jaldi khatam kerna hoga, kaam jaldi khatam kerne ke liye mujhe energy darkaar hai, energy ke liye mujhe pizzay khane pareingay, pizzay khane ke liye mujhe aapki taraf se invitation chahiyey.. ab aapka hi wait ker raha hoon me..
![]()
KPK me sakhti?? ![]()