Re: CONGRATS KOIDOST ON HIS WEDDING !!!
Mubarak ho Mubarak Ho,
Allah aap dono ko hameesha kush rakhay...
mera nahi khayal k khi meet say waseem bhai ghayab ho gay balke ho sakta hay aik female member or ban jaye GS pay or next khi meet main wo bhi shaamil ho.
DM tum hara number to aa gaya hay ab jaldi say UNN ka naam bhi bata do taake mazeed karwai ki ja sakay, kaheen dair na ho jaye..