Re: ~~~///~ Congrats Eshal Raza ~~~///~
Wahan Pina Colada hai aap k liye
with large Pizza ![]()
Ghareebon nay gaari lay li hai…fuel k paisay nae bachay…abhe to 300 rupay monthly installment bhe deni hai car ki ![]()
Sannan say 3 waqt ka khana aur
free pay baat hue hai…ab dhakka say he bari bari sair pay jaya kerain gay ![]()
aap nay aana hai tou sham ko pick ker loon? ![]()