Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
woh bhi milay ga, lekin aap ko to suna hai meetha mana hai ![]()
sleepy? is khushi ke mauke par? ![]()
**aamin
**
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
woh bhi milay ga, lekin aap ko to suna hai meetha mana hai ![]()
sleepy? is khushi ke mauke par? ![]()
**aamin
**
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
Daddduuuuuuuuuuuuuuu mere aashirwaad kahaan hai…![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
:halo:
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
Wo to bhaag gaye hain, mujhe to ab sleepy hi hona hai na ![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
ji nai, koi mithai mana nahi, Hakeem saab nay farmaaya hay kay muftay ki mithai jitni chahay khao
main apko bhikhilaoonga, waada ![]()
and … aamin kehtay howay itna sharminda q horahay ho :-p
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
hain … kaisa asheervaad aap ka ? …
aik to pata hi nai chal raha kay yahan ho kia kiaa raha hay …:s
pehlay meri … I mean mera 5K then shobz-inzi busted the news, and ju…
seems like you also have fallen to love :-DDD
agar aisi baathay to, meray dil ki gehrai say hamesha aap k lay sirf dua hi hay, … dont ask why … I even dont know you … but still I always find u the best person
strange na…
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
daikho inzi … har baat batai nahi jaati… lekin har baat chupai nahi jaati, q k kuch baatain chupi reh bhi nahi sakteen :-DDDD
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
**wo? zaroor aapne kuch kiya ho ga jo unko baghaa diya
**
**theek hai, kaisi mithai? barfi ya rasgulla?
ya gulaab jaman
sharminda hona parha, mauke ki nazakat dekhte huwe ;)**
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
That was Shobi, not me ![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
umm … moti-choor kay laddo lay ayo ![]()
yahan kaam bhi ajaaiga … ju kano shadika laddo ![]()
aisa kia diakha moqa par ?:-o
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
daikho inzi ... har baat batai nahi jaati... lekin har baat chupai nahi jaati, q k kuch baatain chupi reh bhi nahi sakteen :-DDDD
AHem...okay Unkil :p :D
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
Main ne to kuch nahi kiya
Un ko kahin jaana tha ![]()
Who’s buying mithai - can I have some too please ![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
**chalo theek hai, laddo udaar rahay ![]()
moqa yeh ke, ek thread mein do do khushian
**
aaj sunday hai, sub shops bund hein ![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
Phir Unkil ke liye kahan se laa rahain hai ![]()
![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
nahi la raha, udaar rahi ![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
WHat do you think?? ![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
Phir meri kyon nahi udaar sakti ![]()
Re: ~ Congrats ATA on ur 5k ~
acha baba aapki bhi udaar rahi
adding to the list